khubsoorat hain wo lubjo pyari batein kertey hainkhubsoorat hai wo muskurahatjo dosaroon ke chehroon per bhimuskan saja de
khubsoorat hai wo dil jo kisi ke dard ko samjhey jo kisi ke dard mein tarpey khubsoorat hain wo jazbat jo kisi ka ehsaas karein khubsoorat hai wo ehsaas jo kisi ke dard ka madawa baney khubsoorat hain wo batein jo kisi ka dil na dukhaein khubsoorat hain wo ankheinjin mein pakezgi hosharm o haya ho khubsoorat hain wo ansoojo kisi ke dard komehsoos kerke beh jaein khubsoorat hain wo Hathjo kisi ko mushkilwaqat mein tham lein khubsoorat hain wo qadam jo kisi ki madad ke liye aagey berhein !!!!!
khubsoorat hai wo soochjo kisi ke liye acha soochey
khubsoorat hai wo insanjis ko KHUDA ne yekhubsoorati a ta ki.
No comments:
Post a Comment